Hello friends dyso nayab mamledar syllabus GPSC prelims ki baat kare to 200 mark ki question paper hota hai aur 120 minut ka time hota hai jismein 8 subjects puche jaate Hain bhugol,histry,science and technology,Bharat rajy vyavstha, environment science sanskritik,General intellectual ability.
GPSC Gujarat public service commission ke dwara exam ka aayojan hota hai har sal exam ka calender jari Kiya jata hai isliye sabhi student Jo class 1 Adhikari Banna chahte Hain is exam form online aavedan karte Hain aur exam ko crack karke government job hasil karte Hain.Kai log ka Sapna hota hai class 1 banna Jaise ham GPSC Gujarat Sarkar ki kahate Hain.
Dyso nayab mamledar exam syllabus acche se samajhna chahie kyunki ismein kafi deep mein bhi question puche jaate Hain ise ek bhi question chhote na isliye aapko andar kya puchha jata hai vah per samajhna chahie jisse aap exam ke waqt use sawal ka jawab de sake.
Gpsc Nayab mamalatdar exam pattern 2022/23
Gpsc dyso prelims syllabus pattern 2022
Total mark : 200
Time : 120 minutes
Subject :
- History
- Bhugol
- Sanskrutik varso
- Science and technology
- Bharat rajy vyavstha, bandharan,samajik antar rashtriy,
- Bharatiya economics,aayojan
- Environment science
- General intellectual ability
Dyso syllabus 2022 in gujarati pdf download link
Download syllabus: PDF
Dyso syllabus 2022 pdf info
Organization name gujarat public service commission gpsc
Post name dyso
Category syllabus
Location gujarat
Selection process prelims &,main exam
Official website gpsc.gujarat.gov.in